Nursery ke liye Games — 3 saal ke bachon ke khel

79 free games · Hindi + English · bina download

Teen saal ke bachon ke liye aasaan, awaaz wale games: jaanwar aur unki awaaz, rang aur aakar, phal-sabziyan, ABC milao, cheezein gin-kar tap karo (Count Animals, Count Stars), chhota-bada, aur Piano-Drum jaise music games. Chitra bharne aur scene sajane ke games bhi hain.

In games mein padhna zaroori nahi hai; bachcha sunkar aur dekhkar khelta hai. Parents ya bade bhai-behen saath baithkar khilaayein to aur achha.

🔤 Language & Reading — भाषा और पठन (21)

🔢 Math & Numbers — गणित और संख्या (15)

🧠 Memory & Logic — याददाश्त और तर्क (10)

🧷 Pattern & Creativity — क्रम और रचनात्मकता (7)

🖌️ Art & Drawing — कला और चित्रकारी (12)

🌍 General Knowledge — सामान्य ज्ञान (10)

⚡ Speed & Reflex — तेज़ी और प्रतिक्रिया (4)

Parents ke liye tips

Aur bhi: free printable worksheets · LKG–Class 2 online test · parents blog